Jump To:
Beautiful Lines By Gulzar
खुली किताब के सफ़्हे उलटते रहते हैं
हवा चले न चले दिन पलटते रहते है
Khuli Kitaab Ke Safhe Ulatate Rehte Hain
Hawa Chale Na Chale Din Palatate Rehte Hai
हवा चले न चले दिन पलटते रहते है
Khuli Kitaab Ke Safhe Ulatate Rehte Hain
Hawa Chale Na Chale Din Palatate Rehte Hai

वो उम्र कम कर रहा था मेरी
मैं साल अपने बढ़ा रहा था
Wo Umra Kam Kar Raha Tha Meri
Main Saal Apne Badha Raha Tha
मैं साल अपने बढ़ा रहा था
Wo Umra Kam Kar Raha Tha Meri
Main Saal Apne Badha Raha Tha
काई सी जम गई है आँखों पर
सारा मंज़र हरा सा रहता है
Kai Si Jam Gai Hai Aankhon Par
Saara Manzar Hara Sa Rehata Hai
सारा मंज़र हरा सा रहता है
Kai Si Jam Gai Hai Aankhon Par
Saara Manzar Hara Sa Rehata Hai
सहर न आई कई बार नींद से जागे
थी रात रात की ये ज़िंदगी गुज़ार चले
Sahar Na Aai Kai Baar Neend Se Jaage
Thi Raat Raat Ki Ye Zindagi Guzaar Chale
थी रात रात की ये ज़िंदगी गुज़ार चले
Sahar Na Aai Kai Baar Neend Se Jaage
Thi Raat Raat Ki Ye Zindagi Guzaar Chale
वक़्त भी हार जाते हैं कई बार ज़ज्बातों से,
कितना भी लिखो, कुछ न कुछ बाकि रह जाता है!!
Waqt bhi haar jaate hain kai baar Jazbaaton se,
kitna bhi likho, kuchh na kuchh baaki reh jaata hai!!
कितना भी लिखो, कुछ न कुछ बाकि रह जाता है!!
Waqt bhi haar jaate hain kai baar Jazbaaton se,
kitna bhi likho, kuchh na kuchh baaki reh jaata hai!!

तकलीफ खुद ही कम हो गई,
जब अपनों से उम्मीदें कम हो गई!
Taqleef khud hi kam ho gayi,
Jab apno se ummeed kam ho gayi!
जब अपनों से उम्मीदें कम हो गई!
Taqleef khud hi kam ho gayi,
Jab apno se ummeed kam ho gayi!
एक ही ख्वाब ने सारी रात जगाया है,
मैंने हर करवट सोने की कोशिश की है!
Ek hi khwaab ne saari raat jagaaya hai,
Maine har karvat sone ki koshish ki hai!
मैंने हर करवट सोने की कोशिश की है!
Ek hi khwaab ne saari raat jagaaya hai,
Maine har karvat sone ki koshish ki hai!

मालूम होता है भूल गए हो शायद
या फिर…
कमाल का सब्र रखते हो…
Maloom hota hai bhool gaye ho shayad
Ya fir…
Kamaal ka sabra rakhte ho…
या फिर…
कमाल का सब्र रखते हो…
Maloom hota hai bhool gaye ho shayad
Ya fir…
Kamaal ka sabra rakhte ho…
पलक से पानी गिरा है तो उसे गिरने दो,
कोई पुरानी तम्मना पिघल रही होगी!
Palak se paani gira hai to use girne do,
Koi puraani tamanna pighal rahi hogi!
कोई पुरानी तम्मना पिघल रही होगी!
Palak se paani gira hai to use girne do,
Koi puraani tamanna pighal rahi hogi!
साथ-साथ घूमते हैं में और वो अक्सर,
लोग मुझे आवारा और उसे चाँद कहते हैं!
Saath-saath ghoomte hain main aur wo aksar,
Log mujhe aavaara aur use chaand kehate hain!
लोग मुझे आवारा और उसे चाँद कहते हैं!
Saath-saath ghoomte hain main aur wo aksar,
Log mujhe aavaara aur use chaand kehate hain!

आँखे थी जो कह गई सब कुछ,
लफ्ज़ होते तो मुकर गए होते!
Aankhe thi jo keh gayi sab kuchh,
lafz hote to mukar gaye hote!
लफ्ज़ होते तो मुकर गए होते!
Aankhe thi jo keh gayi sab kuchh,
lafz hote to mukar gaye hote!
दवा अगर काम न आए तो नज़र भी उतारती है,
ये माँ है साहब हार कहाँ मानती है!
Dava agar kaam na aaye to nazar bhi utaarti hai,
Ye maa hai saahab haar kahaan maanti hai!
ये माँ है साहब हार कहाँ मानती है!
Dava agar kaam na aaye to nazar bhi utaarti hai,
Ye maa hai saahab haar kahaan maanti hai!
मेरे दर्द को यूँ ही गुलज़ार रखना मेरे मौला,
ऐसा न हो इन खुशियों की आदत लग जाए!
Mere dard ko yun hi gulzaar rakhna mere maula,
Aisa na ho in khushiyon ki aadat lag jaye!
ऐसा न हो इन खुशियों की आदत लग जाए!
Mere dard ko yun hi gulzaar rakhna mere maula,
Aisa na ho in khushiyon ki aadat lag jaye!

ये खुशभ है गेसुओं की जैसे कोई गुलज़ार है,
कि इतर से महका आज पूरा बाज़ार है!
Ye khushabh hai gesuon ki jaise koi gulzaar hai,
ki itar se mehaka aaj poora baazaar hai!
कि इतर से महका आज पूरा बाज़ार है!
Ye khushabh hai gesuon ki jaise koi gulzaar hai,
ki itar se mehaka aaj poora baazaar hai!
मुद्दतें लगी बुनने में ख्वाब का स्वेटर,
तैयार हुआ तो मौसम बदल चूका था!
Muddatein lagi bunane mein khwaab ka sweater,
Taiyar hua to mausam badal chuka tha!
तैयार हुआ तो मौसम बदल चूका था!
Muddatein lagi bunane mein khwaab ka sweater,
Taiyar hua to mausam badal chuka tha!
अगर कसमें सच होती,
तो सबसे पहले खुदा मरता!
Agar kasmein sach hoti,
To sabse pehle khuda marta!
तो सबसे पहले खुदा मरता!
Agar kasmein sach hoti,
To sabse pehle khuda marta!

जैसे कही रख के भूल गए हो वो,
बेफिक्र वक़्त अब मिलता ही नहीं!
Jaise kahin rakh ke bhool gaye ho wo,
Befikra waqt ab milta hi nahin!
बेफिक्र वक़्त अब मिलता ही नहीं!
Jaise kahin rakh ke bhool gaye ho wo,
Befikra waqt ab milta hi nahin!
सबको मालुम है बाहर की हवा है कातिल
यूँ क़ातिल से उलझने की जरुरत क्या है…
Sabko maalum hai bahar ki hawa hai QATIL
Yun QATIL se ulajhne ki jarurat kya hai…
यूँ क़ातिल से उलझने की जरुरत क्या है…
Sabko maalum hai bahar ki hawa hai QATIL
Yun QATIL se ulajhne ki jarurat kya hai…
फिर कुछ ऐसे भी मुझे आज़माया गया,
पंख काटे गए, आसमा में उड़ाया गया…!!!
Fir kuch aise bhi mujhe aazmaya gaya,
Pankh kaate gaye, Aasma mein udaya gaya…!!!
पंख काटे गए, आसमा में उड़ाया गया…!!!
Fir kuch aise bhi mujhe aazmaya gaya,
Pankh kaate gaye, Aasma mein udaya gaya…!!!

रहे न कुछ मलाल
बड़ी शिद्दत से कीजिये,
नफरत भी कीजिये तो
ज़रा मोहब्बत से कीजिये…
Rahe na kuch malal
badi shiddat se kijiye,
Nafrat bhi kijiye to
zara mohabbat se kijiye…
बड़ी शिद्दत से कीजिये,
नफरत भी कीजिये तो
ज़रा मोहब्बत से कीजिये…
Rahe na kuch malal
badi shiddat se kijiye,
Nafrat bhi kijiye to
zara mohabbat se kijiye…
उम्र लगी कहते हुए…
दो लब्ज थे, एक बात थी…
वो एक दिन सौ साल का…
सौ साल की वो रात थी…
Umra lagi kehte huye…
Do labz the, ek baat thi…
Wo ek din sau saal ka…
Sau saal ki wo raat thi…
दो लब्ज थे, एक बात थी…
वो एक दिन सौ साल का…
सौ साल की वो रात थी…
Umra lagi kehte huye…
Do labz the, ek baat thi…
Wo ek din sau saal ka…
Sau saal ki wo raat thi…
कुछ तो चाहत रही होगी उन बारिश की बूंदों की
वरना कोन गिरता है ज़मीन से आसमान तक पहुँचने के बाद
Kuch to chaahat rahi hogi un baarish ki boondon ki
Warna kon girta hai zameen se aasman tak pahunchne ke baad
वरना कोन गिरता है ज़मीन से आसमान तक पहुँचने के बाद
Kuch to chaahat rahi hogi un baarish ki boondon ki
Warna kon girta hai zameen se aasman tak pahunchne ke baad
सच को तमीज ही नहीं बात करने की
झूठ को देखो कितना मीठा बोलता है…
Sach ko tameez hi nahin baat karne ki
Jhooth ko dekho kitna meetha bolta hai…
झूठ को देखो कितना मीठा बोलता है…
Sach ko tameez hi nahin baat karne ki
Jhooth ko dekho kitna meetha bolta hai…
