Jump To:
Gulzar’s Most Inspirational Shayari
कल का हर वाक़या तुम्हारा था
आज की दास्ताँ हमारी है
Kal Ka Har Waqya Tumhaara Tha
Aaj Kee Daastaan Hamaari Hai
आज की दास्ताँ हमारी है
Kal Ka Har Waqya Tumhaara Tha
Aaj Kee Daastaan Hamaari Hai
बदल जाओ वक़्त के साथ या वक़्त बदलना सीखो,
मजबूरियों को मत कोसो, हर हाल में चलना सीखो!
Badal jao waqt ke saath ya waqt badalna seekho,
Majbooriyon ko mat koso, har haal mein chalana seekho!
मजबूरियों को मत कोसो, हर हाल में चलना सीखो!
Badal jao waqt ke saath ya waqt badalna seekho,
Majbooriyon ko mat koso, har haal mein chalana seekho!

हजारों ख्वाब टूटते है,
तब कहीं एक सुबह होती है!
Hazaaron khwaab tootate hai,
tab kahin ek subah hoti hai!
तब कहीं एक सुबह होती है!
Hazaaron khwaab tootate hai,
tab kahin ek subah hoti hai!
तजुर्बा बता रहा हूँ ऐ दोस्त…दर्द, गम, डर जो भी है बस तेरे अन्दर है
खुद के बनाए पिंजरे से निकल कर तो देख, तू भी एक सिकंदर है!!
Tajurba bata raha hoon ae dost…dard, gum, darr jo bhi hai bas tere andar hai
Khud ke banaye pinjare se nikal kar to dekh, tu bhi ek sikandar hai!!

सिर्फ शब्दों से न करना
किसी के वजूद की पहचान,
हर कोई उतना कह नहीं पाता
जितना समझता और महसूस करता है!!
Sirf shabdon se naa karna
kisi ke wajood ki pehchaan,
Har koi utna keh nahin pata
jitna samajhta aur mehsoos karta hai!!
किसी के वजूद की पहचान,
हर कोई उतना कह नहीं पाता
जितना समझता और महसूस करता है!!
Sirf shabdon se naa karna
kisi ke wajood ki pehchaan,
Har koi utna keh nahin pata
jitna samajhta aur mehsoos karta hai!!
मुझको मेरे वजूद की हद तक न जानिये,
बेहद हूँ, बेहिसाब हूँ, बे-इन्तहां हूँ में!
Mujhko mere wajood ki had tak naa jaaniye,
Behad hoon, behisaab hoon, be-intehaan hoon mein!
बेहद हूँ, बेहिसाब हूँ, बे-इन्तहां हूँ में!
Mujhko mere wajood ki had tak naa jaaniye,
Behad hoon, behisaab hoon, be-intehaan hoon mein!
एक न एक दिन हासिल कर ही लूँगा मंज़िल…
ठोकरें ज़हर तो नहीं जो खाकर मर जाऊंगा..!!!
Ek na ek din haasil kar hi loonga manzil…
thokarein zeher to nahin jo khakar mar jaunga..!!!
ठोकरें ज़हर तो नहीं जो खाकर मर जाऊंगा..!!!
Ek na ek din haasil kar hi loonga manzil…
thokarein zeher to nahin jo khakar mar jaunga..!!!

मैं दिया हूँ…मेरी दुश्मनी तो सिर्फ अँधेरे से है,
हवा तो बेवजह ही मेरे खिलाफ है…!!!
Main diya hoon…Meri dushmani to sirf andhere se hai,
Hawa to bewajah hi mere khilaaf hai…!!!
हवा तो बेवजह ही मेरे खिलाफ है…!!!
Main diya hoon…Meri dushmani to sirf andhere se hai,
Hawa to bewajah hi mere khilaaf hai…!!!
तारीफ अपने आप की करना फ़िज़ूल है
खुश्बू खुद बता देती है कोन सा फूल है
Tareef apne aap ki karna fizool hai
Khushboo khud bata deti hai kon sa phool hai
खुश्बू खुद बता देती है कोन सा फूल है
Tareef apne aap ki karna fizool hai
Khushboo khud bata deti hai kon sa phool hai
उम्र जाया कर दी लोगों ने
औरों के वजूद में नुक्स निकालते निकालते,
इतना खुद तो तराशा होता तो
फरिश्ते बन जाते…
Umra jaya kar di logon ne
auron ke wajood mein nuks nikalte nikalte,
Itna khud to tarasha hota to
farishtey ban jaate…
औरों के वजूद में नुक्स निकालते निकालते,
इतना खुद तो तराशा होता तो
फरिश्ते बन जाते…
Umra jaya kar di logon ne
auron ke wajood mein nuks nikalte nikalte,
Itna khud to tarasha hota to
farishtey ban jaate…
पूरे की ख्वाहिश में ये इंसान बहुत कुछ खोता है
भूल जात है कि आधा चाँद भी खूबसूरत होता है
Poore ki khwahish mein ye insaan bahut kuch khota hai
Bhool jaat hai ki aadha chaand bhi khoobsurat hota hai
भूल जात है कि आधा चाँद भी खूबसूरत होता है
Poore ki khwahish mein ye insaan bahut kuch khota hai
Bhool jaat hai ki aadha chaand bhi khoobsurat hota hai
“ऐब” भी बहुत हैं मुझमे,
और “खूबियां” भी…
ढूंढने वाले तू सोच,
तुझे चाहिये क्या मुझमे…
“Aib” bhi bahut hain mujhme,
aur “khoobiyan” bhi…
Dhoondhne wale tu soch,
tujhe chahiye kya mujhme…
और “खूबियां” भी…
ढूंढने वाले तू सोच,
तुझे चाहिये क्या मुझमे…
“Aib” bhi bahut hain mujhme,
aur “khoobiyan” bhi…
Dhoondhne wale tu soch,
tujhe chahiye kya mujhme…
थोड़ा सुकून भी ढूँढिये जनाब,
ये जरूरतें तो कभी ख़त्म नहीं होंगी…
Thoda sukoon bhi dhoondiye janab,
Ye zaruratein to kabhi khatm nahin hongi…
ये जरूरतें तो कभी ख़त्म नहीं होंगी…
Thoda sukoon bhi dhoondiye janab,
Ye zaruratein to kabhi khatm nahin hongi…
मुझमे हज़ार खामियाँ हैं…
माफ़ कीजिये,
पर आप आईने को भी तो साफ़ कीजिये…!!!
Mujhme hazaar khamiyan hain…
Maaf kijiye,
Par aap aaine ko bhi to saaf kijiye…!!!
माफ़ कीजिये,
पर आप आईने को भी तो साफ़ कीजिये…!!!
Mujhme hazaar khamiyan hain…
Maaf kijiye,
Par aap aaine ko bhi to saaf kijiye…!!!
फूल चाहे कितनी भी ऊंची टहनी पर लग जाए
लेकिन, मिटटी से जुड़ा रहता है तभी खिलता है
Phool chahe kitni bhi oonchi tehni par lag jaye
Lekin, mitti se juda rehta hai tabhi khilta hai
लेकिन, मिटटी से जुड़ा रहता है तभी खिलता है
Phool chahe kitni bhi oonchi tehni par lag jaye
Lekin, mitti se juda rehta hai tabhi khilta hai