If you are a poetry lover, it’s impossible that you’ve never read or heard any Mirza Ghalib Shayari. In Bollywood movies, plays, stage shows, and even in general conversations too, Mirza Ghalib Shayari (Poetry) is widely used and quoted by people.
Mirza Asadullah Baig Khan (December 27, 1797, to February 15, 1869) was one of the most popular Urdu poets during the Mughal empire in India. He is well known by his pen name Ghalib and Asad in the literature world.
Ghalib is considered as one of the most read and quoted persons in Urdu poetry. His beautiful verses inspired and influenced many music maestros in the film industry especially in India. The wise and aesthetic lines in his works tell us about the greatness of this legendry poet.
Mirza Ghalib Shayari beautifully portrays the emotions of love, pain, and life. Even after so many years of his era, his work still inspires poetry lovers.
Here is a collection of some of the best Mirza Ghalib Shayari…
अगर और जीते रहते यही इंतज़ार होता
Ye naa thi humari qismat ki visal-e-yaar hota
agar aur jeete rehte yahi intezaar hota
बहुत निकले मेरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकले।।
Hazaron khwahishein aisi ke har khwahish pe dum nikle
Bahut nikle mere arman lekin fir bhi kam nikle

किसके घर जायेगा सैलाब-ए-बला मेरे बाद।
Aaya Hai BeKasi-e-Ishq Pe Rona Ghalib,
Kiske Ghar Jayega Sailab-e-Bala Mere Baad.
कि लगाये न लगे और बुझाये न बुझे
Ishq par jor nahin hai ye wo aatish “Ghalib”,
Ki lagaye na lage aur bujhaye naa bujhe

दिल का क्या रंग करूँ खून-ए-जिगर होने तक।
Aashiqi Sabr Talab Aur Tamanna Betab,
Dil Ka Kya Rang Karoon Khoon-e-Jigar Hone Tak.
कभी हम उनको, कभी अपने घर को देखते हैं
Wo aaye ghar mein humare, khuda ki kudrat hai!
Kabhi hum unko, kabhi apne ghar ko dekhte hain

कुछ न होता तो ख़ुदा होता।
डुबोया मुझ को होने ने
न होता मैं तो क्या होता।।
Naa tha kuch to khuda tha
kuch na hota to khuda hota
duboya mujh ko hone ne
naa hota main to kya hota

लड़ते हैं और हाथ में तलवार भी नहीं
Is saadgi pe kaun na mar jaaye ae khuda
Ladte hain aur haath mein talwar bhi nahin
रंग लाएगी हमारी फ़ाक़ा-मस्ती एक दिन।।
Karz ki peete the may lekin samajhte the ki haan…
Rang laaegi humari faqa-masti ek din!!!
हाँ मगर चैन से बसर न हुई
मेरा नाला सुना ज़माने ने
एक तुम हो जिसे ख़बर न हुई
Tum na aaye to kya sahar na hui
Haan magar chain se basar na hui
Mear naala suna zamane ne
Ek tum ho jise khabar na hui
See Also : Best Gulzar Shayari And Quotes Collection