आता है दाग-ए-हसरत-ए-दिल का शुमार याद,
मुझसे मेरे गुनाह का हिसाब ऐ खुदा न माँग।
Aata Hai Daag-e-Hasrat-e-Dil Ka Shumaar Yaad,
Mujhse Mere Gunaah Ka Hisaab Ai Khudaa Na Maang.
मुझसे मेरे गुनाह का हिसाब ऐ खुदा न माँग।
Aata Hai Daag-e-Hasrat-e-Dil Ka Shumaar Yaad,
Mujhse Mere Gunaah Ka Hisaab Ai Khudaa Na Maang.
रगों में दौड़ते फिरने के हम नहीं क़ायल
जब आँख ही से न टपका तो फिर लहू क्या है
Ragon mein dodte firne ke hum nahin kaayal
Jab aankh hi se na tapka to fir lahu kya hai
जब आँख ही से न टपका तो फिर लहू क्या है
Ragon mein dodte firne ke hum nahin kaayal
Jab aankh hi se na tapka to fir lahu kya hai
आईना देख के अपना सा मुँह लेके रह गए,
साहब को दिल न देने पे कितना गुरूर था।
Aaina Dekh Apna Sa Moonh Le Ke Reh Gaye,
Sahab Ko Dil Na Dene Pe Kitna Guroor Tha.
साहब को दिल न देने पे कितना गुरूर था।
Aaina Dekh Apna Sa Moonh Le Ke Reh Gaye,
Sahab Ko Dil Na Dene Pe Kitna Guroor Tha.

उन के देखे से जो आ जाती है मुँह पर रौनक़।
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है।।
Un Ke Dekhe Se Jo Aa Jati Hai Munh Par Raunak,
Wo Samajhte Hain Ki Bimaar Ka Haal Achchha Hai..
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है।।
Un Ke Dekhe Se Jo Aa Jati Hai Munh Par Raunak,
Wo Samajhte Hain Ki Bimaar Ka Haal Achchha Hai..

चाँदनी रात के खामोश सितारों की कसम,
दिल में अब तेरे सिवा कोई भी आबाद नहीं।
Chaandni Raat Ke Khamosh Sitaron Ki Kasam,
Dil Mein Ab Tere Siwa Koyi Bhi Aabaad Nahi.
दिल में अब तेरे सिवा कोई भी आबाद नहीं।
Chaandni Raat Ke Khamosh Sitaron Ki Kasam,
Dil Mein Ab Tere Siwa Koyi Bhi Aabaad Nahi.
दर्द मिन्नत-कश-ए-दवा न हुआ।
मैं न अच्छा हुआ बुरा न हुआ।।
Dard minnat-kash-e-dava na hua
Main naa achha hua bura naa hua
मैं न अच्छा हुआ बुरा न हुआ।।
Dard minnat-kash-e-dava na hua
Main naa achha hua bura naa hua
कितना ख़ौफ होता है शाम के अंधेरों में।
पूछ उन परिंदों से जिनके घर नहीं होते।।
Kitna khauf hota hai sham ke andheron mein
Pooch un parindon se jinke ghar nahin hote
पूछ उन परिंदों से जिनके घर नहीं होते।।
Kitna khauf hota hai sham ke andheron mein
Pooch un parindon se jinke ghar nahin hote

हैं और भी दुनिया में सुखनवर बहुत अच्छे,
कहते हैं कि ग़ालिब का है अंदाज़-ए-बयाँ और।
Hain Aur Bhi Duniya Mein SukhanWar Bahut Achchhe,
Kehte Hain Ki Ghalib Ka Hai Andaaz-e-Bayaan Aur.
कहते हैं कि ग़ालिब का है अंदाज़-ए-बयाँ और।
Hain Aur Bhi Duniya Mein SukhanWar Bahut Achchhe,
Kehte Hain Ki Ghalib Ka Hai Andaaz-e-Bayaan Aur.
दिल-ए-नादान तुझे हुआ क्या है।
आख़िर इस दर्द की दवा क्या है।।
Dil-e-naadan tujhe hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
आख़िर इस दर्द की दवा क्या है।।
Dil-e-naadan tujhe hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai

हुई मुद्दत कि ‘ग़ालिब’ मर गया पर याद आता है,
वो हर इक बात पर कहना कि यूँ होता तो क्या होता !
Hui muddat ki “Ghalib” mar gaya par yaad aata hai,
Wo har ik baat par kehna ki yun hota to kya hota !
वो हर इक बात पर कहना कि यूँ होता तो क्या होता !
Hui muddat ki “Ghalib” mar gaya par yaad aata hai,
Wo har ik baat par kehna ki yun hota to kya hota !